Pages

Cool Text Messages

In main se koi ek cheez select karen:
.
1. Hathora
2. Handle
3. Gun
4. Pipe
5. Tube
6. Mike
7. Rod
8. Danda
9. Joota
10. Chappal
.
Aur Apnay sir pe maar len.
Shukriya.



Pyar Pyar Pyar

Pyar Pyar Pyar

Pyar Pyar Pyar

Pyar Pyar Pyar

Dekha!
Kitna Pyaar bhara msg kya hai tumko.

Kisi aur ne kabhi bheja kya?



Jaan-e-Jan tum kaho to Taaray torr k le aaon.
Jaan-e-Wafa ishara karo to Hawaon k rukh morr don.
Jaan-e-Tamanna ik baar kaho ye Jaan tum par waar don.
Usne meri aankhon main jhaankha aur
Dheeray se boli:
.
.
.
"C H H O R U"

No comments: