Pages

Showing posts with label Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Love SMS. Show all posts

Love Short Text Messages in Urdu

kabhi lafaz bhol jaon kabhi bat bhol jaon
tujhy is qadar chahon k apni zat bhol jaon
uth k tere pas se jo main chal don
jate howe khud ko tere pas bhol jaon


hum itna ziada izhare-muhabat is lye nahe karte
suna hai barasne k bad badlon ki ehmiyat nahe rehti


kitni mushkil se Muhabat ka hova hai aaghaaz
kerwatein leti hai kiun khwahish-e-anjaam abhi


bheja tha use chupke sy bus eik hi gulab faraz
magar khushbo ne shehar bhar me tamasha bna dia